You have entered the world of InnerSoul …!


You’ll find positive, Motivational thoughts... In poetry few are written by Me n others too & Some r Translated also. I feel that thoughts heighten the awareness of our feelings & world around us.

एहसास न् था ...


यह पोस्टिंग पढने के लीये "design" पर क्लिक करें ...!

30 comments:

!!अक्षय-मन!! said...

bahut hi acchi rachna hai aapki ye/........
aur aapka posting ka style bhi bahut pasand aata hai........

विजय तिवारी " किसलय " said...

preeti ji
bahut achchhe ehsaas hai aapke.
parantu shaabdik trutiya austan jyaada hain , hio sakta hai aapse hindi typing theek se nahi aatee ho, fir bhi yadi post karne ke poorv ek baar dekhaa karen to bahut achchha hoga
- vijay

richa said...

didaaa aap bahut acha likhti ho aur ehsaas ka ye ehsaas to bahut hi acha laga!!!

ρяєєтii said...

Vijay ji.. Shukriya aapka ki aapne hamari rachna itni baariki se padhi aur hamari trutiyo ko hame bataya.. aage se hum khayaal rakhenge is baaat ka...!

M.L.Sharma said...

aihsas karna jiwan ka sabse bada khel hai . aapne use anek tariko se lekar rachna ki hai . rachna bahut acchi hai background se getup aa gaya hai .trutiya minute hai .gahrai se dekhne par hi pakad me aati hai vaise nahi.

Anonymous said...

बहुत बढ़िया प्रीती......
तुम्हारी खिंची लकीरे तुम्हारे रिश्ते का मरहम बना कर तुम्हारे एहसास को जागृत कर चुकी हैं.
आगे भी तुम अपने रिश्ते को यूँ ही निभाते रहना..
सचमुच उत्तम कृति.

Unknown said...

ek behtreen pryas raha ye....kavita kafi bhawnatmak rahi...badhai...

डॉ. रूपचन्द्र शास्त्री 'मयंक' said...

आड़ी-तिरछी रेखाओ से,
ही कविताएँ आ जाती है।
दिल के कोने में सोई सी,
नई विधाएँ छा जाती हैं।।

ज्योत्स्ना पाण्डेय said...

kuchh ehasaas shabdon men nahin bandh pate hain ,ye wo eahasaas hai .tumhara har ehasaas mujhe chhookar gazarata hai .......wo bhi khushkismat hai ,aur ham unase bhi jyada ..............

दिगम्बर नासवा said...

Priti ji
vaah........... komal ehsaas में doobe huvee shabdon से ही तो कविता का srajan hotaa है........... bahoot ही khoobsoorat रचना...........swapn mein doob कर likhi रचना

रश्मि प्रभा... said...

shabd yun dost banenge,kabhi aisa ehsaas n tha

प्रिया said...

aapke blog ko dekh kar hi pata chalta hain...ki koi artist ho jaise....kavita to adbhut hain hi saath hi prastutikaran lajawaab....ssneh

priya

योगेन्द्र मौदगिल said...

वाह.. प्रीति जी वाह...

vimmi said...

ys preety......good going

superb dear.. keep it up

God bless you !!

कंचनलता चतुर्वेदी said...

वाह!कितनी अच्छी अभिव्यक्ति दी है आप ने....
.......कंचनलता चतुर्वेदी

gyaneshwaari singh said...

bahut acha likha haia pne....
yuhi likhte rahiye ahsaso ko

vijay kumar sappatti said...

ahsaas na tha.... ek shaandar shbdchitran...waah ji waah ..emnotions ko jaise udhne waale shabd mil gaye ho ...

is sajiv chitran ke liye aapko badhai ..

vijay
pls read my new sufi poem :
http://poemsofvijay.blogspot.com/2009/06/blog-post.html

RAJNISH PARIHAR said...

aapki ye aadi tirchhi kavita mujhe bahut achhi lagi...!blog bhi bahut sundar hai...

Ashk said...

सम्बन्ध जीवन को जीने की प्रेरणा देते हैं । निराशाओं और पीड़ाओं के मध्य संबंधों का अपनत्व आशा की किरण -सा आता है। आपने इन भावों को सुन्दरता से व्यक्त किया। श्रेष्ठ कविता !

gazalkbahane said...

जख्म की थी बस्तियां
पर वहां मरहम न था

http//:gazalkbahane.blogspot.com/ पर एक-दो गज़ल वज्न सहित हर सप्ताह या
http//:katha-kavita.blogspot.com/ पर कविता ,कथा, लघु-कथा,वैचारिक लेख पढें
श्याम सखा ‘श्याम’

Anonymous said...

sachmuch mem kaveeta kabhi bhi kahi bhi ban saktee he ....................awaskta he ek achhe hraday ki..........Badhai .....

Anonymous said...

jindgi me prem ki mahima apram par he prem ke alag alag rang aur rup he jo hamesha hamre satha rahte he kabhi mata-pita bankar.kabhi dost bankar kabhi patni to kabhi bachhe bankar .......love is forever

Akanksha Yadav said...

बहुत सुन्दर भावः....बधाई !!

anita agarwal said...

socha tha ki koi ek stanza zyada achcha lagega usae quote karoongi, magar sach mano preeti is kavita ka her stanza khubsurat hai...dil ko chu gaya.......

राजीव थेपड़ा ( भूतनाथ ) said...

kyaa baat hai preeti jee....ham bhi ahasaaon se bheeg-se gaye....

राजीव थेपड़ा ( भूतनाथ ) said...

kyaa baat hai preeti jee....ham bhi ahasaaon se bheeg-se gaye....

Nirbhay Jain said...

apka blog kuch alag hai
design bhi kafi sundar hai
badhai

मुकेश कुमार सिन्हा said...

"tumhare jajbaat ne kab kavita ka jama pahna, ye ehsaah mujhe bhi nahi hua...........lekin, isme koi shakk nahi...........jajbaato main dumm hai!!"

Anonymous said...

jane kyon laga main hun tumhari is kavita me
ho skta hai na hou
par...jo bhi hai tumhari bhawnao ki kadr karti hun
isme koi shaq nhi ye vichar yugo purane hote hue bhi har baar naye roop me aate rahe hain
ek baar fir aaye
padh kar achchha laga

Anonymous said...

hey


Just saying hello while I read through the posts


hopefully this is just what im looking for looks like i have a lot to read.